Budhi ki preparation yog ke liye
Bina tyaag ke Tap nai hota
Purani aadto ka Tyaag chaiye zaroor.
श्रेष्ट prapti ko samne rakhenge toh tyaag lagega hi nai
Usi mein maza aaega
Ek higher taste develop kar lenge toh doosre taste apne aap chhut jaenge.
Swamaan aur ruhani ishwariye nashe/khushi se bad kar duniya ka koi anand nai..
Ise roz bhinn bhinn murli points ke dwara anubhav karna hai
Bharpoor aatma kabhi complaint nai karti..kyunki wo complete hai
Anand mein rehne se budhdhi yog ke liye taiyaar hoti hai
फिर neend bhi khulti hai. Aur prapti bhi hoti hai
Comments
Post a Comment