Ichha kab rakhen...rakhen ya nai rakhen आध्यात्मिक मार्ग में.
Ichha kab rakhen...rakhen ya nai rakhen आध्यात्मिक मार्ग में. Swaunnati aur koi bhi laukik ya alaukik ichha ka balance rakhna sikhate hai baba. Shubh ichchhaen bhi aape hi right time par emerge hogi...Jab swaunnati theek ho rai hogi...Isliye khud se emerge kare ya na kare iska bhi sochna nai. Ichha rakhni chaiye? Jeevan mein lakshya hona zaruri hai...Par wo ichha ka roop na le..Yai soche baba ne lakshya diya hai...Baba poora karaega.. Hume apna best dena hai...Fir use saunp dena hai result Easy going banna hai Amritwela,murli etc ka lakshaya rakhna ye drirta hai Poora na hone par Apne par krodh nai karna..aapko lakshya revise karna hai...ways find karne hai use poora karne ke Swayam se pyaar se baat karni hai Nai toh man ziddi ho jata hai Daanto toh naraz Ho jata hai Isliye revise karna hai baar baar Aur har roz alag yukti se try karna hai Like bhojan jaldi karna Media avoid karna ...vaccha kam karna Man ko chhorna bhi nai hai...aur zada tight bhi nai karna Pyar se raste pe lana h...